Tum hi aana
song detailed :
music : payal dev
singer : jubin nautiyal
movie : Marjavaan
label : T - series
Tere jane ka gham
Aur Na Aane ka gham
phir zamaane ka gham
kya karein ?
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile
Bahut Aayi gayi yaadein
Magar is baar,Tum hi Aana
irade phir sw jaane ka nahi lana
Tum Hi Aana
Meri dehleez se hokar
baharein jab guzarti hai
yahaan kya dhoop kya sawaan
hawayein bhi barasti hain
humein poocho kya hotta hai
bina dil ke jiye jaana
bahut aayi gayi yadein
magar iss baar,
Tum hi Aana
Hooo.ooo
koi toh raah woh hogi
jo mere ghar ko aati hai
karo
peccha sadaaon ka
suno kya kehna chahti hai
Tum aaoge mujhe milne
khabar yeh bhi tumhi laana
bahut aayi.gayi yadein
magar iss baar
Tum Hi Aana
Marjavaan... Marjavaan
Komentar
Posting Komentar