Postingan

Bhulaa Dena

  Bhula dena mujhe Hai alvida tujhe Tujhe jeena hai mere bina Safar yeh hai tera, yeh raasta tera Tujhe jeena hai.. mere bina Ho teri saari shoharatein Hai yeh duaa.. Tujhi pe saari rehamatein Hai yeh duaa.. Tujhe jeena hai mere bina Bhula dena mujhe Hai alvida tujhe Tujhe jeena hai mere bina Tu hi hai kinaara tera Tu hi toh sahaara tera Tu hi hai taraana kal ka Tu hi toh fasaana kal ka Khud pe yaqeen tu karna Ban'na tu apna khuda... (x2) Khizaan ki shaam hoon main (khiza: Autumn) Tu hai nayi subhah Tujhe jeena hai mere bina Tujhe jeena hai mere bin Khilengi jahaan.. bahaarein sabhi Mujhe tu wahaan.. paayega Rahengi jahaan.. humaari wafa Mujhe tu wahaan.. paayega Milunga main iss tarah, waada raha Rahunga sang main sadaa, waada raha Tujhe jeena hai mere bina! Bhula dena mujhe Hai alvida tujhe Tujhe jeena hai mere bina Tujhe jeena hai, haan mere bina

Chahun Main Ya Na

Chahun Main Ya Na Singer : Arijit Singh & Palak Muchal Tu hi ye mujhko bata de Chahun main ya naa Apne tu dil ka pata de Chahun main ya naa Tu hi ye mujhko bata de Chahun main ya naa Apne tu dil ka pata de Chahun main ya naa Itna bata doon tujhko Chaahat pe apni mujhko Yun tto nahi ikhtiyaar Phir bhi yeh socha dil ne Ab jo laga hoon milne Poochhu tujhe ek baar Tu hi ye mujhko bata de Chahun main ya naa Apne tu dil ka pata de Chahun main ya naa Aisi kabhi pehle hui naa thi khwaahishein O.. kisi se bhi milne ki Naa ki thi koshishein Uljhan meri suljha de Chaahun main ya naa Aankhon aankhon mein jataa de Chaahun main ya naa Mere chhote chhote khwaab hain Khwabon mein geet hain Geeton mein zindagi hai Chaahat hai, preet hai Abhi main na dekhoon khwaab woo Jin mein na tu mile Le khole honth maine Ab tak the jo sile Mujhko na jitna mujh pe Utna iss dil ko tujh pe Hone laga aitbaar Tanha lamhon mein apne Bunti hoon tere sapne Tujhse hua mujhko pyaar o o... Poochungi tujhko kabhi naa Chaah...

Muskurane

  MUSKURANE  singer : arijit singh Muskurane ki wajah tum ho Gungunane ki wajah tum ho Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na.. O re piya re.. Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na.. O re piya re.. O re lamhe tu kahin mat jaa Ho sake toh umr bhar tham jaa Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa.. O re piya re.. Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa.. O re piya re.. piyaa re.. Dhoop aaye toh, chhaanv tum laana Khwahishon ki baarishon mein Bheeg sang jaana  [x2] Jiya jaaye na jaaye na jaaye na O re piya re.. Jiya jaaye na jaaye na jaaye na O re piya re.. piya re.. Jo mile usme kaat lenge hum Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum Jo mile usme kaat lenge hum Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum Jiya jaaye na jaaye na jaaye na O re piya re.. Jiya jaaye na jaaye na jaaye na O re piya re.. piya re.. Muskurane ki wajah tum ho Gungunane ki wajah tum ho Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na O re piya re.. Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na O re piya re.. piya re... Piya re... Wo o ho... o...

gerua

GERUA SINGER : ARJIT SINGH  MOVIE : DILWALE 2015 Dhoop se nikhal ke Chaaon se phisal ke Hum mile jahan par Lamha tham gaya Aasmaan pighal ke Sheeshe mein dhalke Jam gaya to tera chehra ban gaya Duniya bhulake tumse mila hun Nikli hai dilse ye duaa Rang de tu mohe gerua Ranjhe ki dil se hai duaa Rang de tu mohe gerua Haan nikli hai dil se ye dua Ho rang de to mohe gerua Ho tumse shuru tum pe fanaa Hai sufiyaana yeh dastan Main karwaan manzil ho tum Jaata jaha ko har raasta Tumse juda jo dil zara sambhalke Dard ka wo sara kohra chhan gaya Duniya bhulake tumse mila hoon Nikli hai dil se yeh duaa Rang de tu mohe gerua Ho ranjhe ki dil se hai duaa Rang de tu mohe gerua Ho veeran tha dil ka jahaan Jis dinse tu daakil hua Ek jism se ik jaan ka Tarja mujhe haasil hua Haan phikke hai saare Naate jahan ke Tere sath rishta gehra ban gaya Duniya bhula ke tumse mila hoon Nikli hai dil se yeh duaa Rang de tu mohe gerua Ranjhe ki dil se hai duaa Rang de tu mohe gerua Haan nikli hai dil se yeh dua...

Kabhii Tumhhe

  Kabhii Tumhhe Song Details: Song: Kabhii Tumhhe Movie: Shershaah Singer: Darshan Raval Lyrics: Rashmi Virag Music: Javed Mohsin Starring: Sidharth Malhotra, Kiara Advani Label: Sony Music India Tum Agar Manaoge Toh Maan Jaunga Main Tere Bulane Pe Laut Aaunga Har Safar Mein Sath Tera Main Yun Hi Nibhaunga Kabhii Tumhhe Yaad Meri Aaye Palko Se Zulf Hata Lena Saaf Dikhunga Main Tumko Wahin Jo Na Dikhun Toh Bata Dena Kabhi Mujhe Der Jo Ho Jaaye Wakt Ko Thoda Bacha Lena Phir Se Milunga Main Tumko Wahin Jo Na Milun Toh Saza Dena Meri Zameen Ko Tere Kadam Ka Na Jaane Kab Se Tha Intezaar Ek Na Ek Din Aana Hai Tumko Dil Ko Mere Hai Yeh Aitbaar Main Khuda Se Tere Siwa Kuchh Aur Na Magunga Kabhi Tumhe Yaad Meri Aaye Itni Si Baat Samajh Jaana Phir Se Milunga Main Tumko Wahin Raah Se Meri Guzar Jaana

Tum hi aana

song detailed : music : payal dev  singer : jubin nautiyal  movie : Marjavaan  label : T - series   Tere jane ka gham  Aur Na Aane ka gham  phir zamaane ka gham  kya karein ?   Raah dekhe nazar   Raat bhar jaag kar  Par teri toh khabar na mile  Bahut Aayi gayi yaadein   Magar is baar,Tum hi Aana  irade phir sw jaane ka nahi lana   Tum Hi Aana   Meri dehleez se hokar  baharein jab guzarti hai   yahaan kya dhoop kya sawaan  hawayein bhi barasti hain   humein poocho kya hotta hai  bina dil ke jiye jaana  bahut aayi gayi yadein magar iss baar, Tum hi Aana   Hooo.ooo koi toh raah woh hogi   jo mere ghar ko aati hai karo peccha sadaaon ka suno kya kehna chahti hai   Tum aaoge mujhe milne  khabar yeh bhi tumhi laana  bahut aayi.gayi yadein magar iss baar Tum Hi Aana   Marjavaan... Marjavaan